Relationships
Fir Aayi Bocchar

Aek arsey kay baad aaj fir tujhse Mann ki aankhon se dekha hain.

Samjha hai fir ki kyu tujhey dekh milta hai itna Sukoon.

Kabhi Bharti tu nayi umeedein to kabhi Bhar deti hai to dil main junoon.

Aaj fir tujhse bachpan ki aankhon se dekha hai, bas jeeya hai is pal ko. Tere Sparsh ko mehsus kar Chanchal hotey is mann ko dekha hain.

Fikar kisey kal ki, kal ko kisne dekha hain.

Manisha Dawar

Fir aayi Bocchar

Aek arsey kay baad aaj fir tujhe Mann ki aankhon se dekha hain.

Samjha hai fir ki kyu tujhey dekh milta hai itna Sukoon.

Kabhi Bharti tu nayi umeedein to kabhi Bhar deti hai tu dilon main junoon.

Aaj fir tujhe bachpan ki aankhon se dekha hai, bas jeeya hai is pal ko. Tere Sparsh ko mehsus kar Chanchal hotey is mann ko dekha hain.

Aaj fir tujhe zindagi dete dekha hain. Kahi Chechro pe khilti muskurahat main to kahi dilo ki badti chahat main..

Aaj fir tujhe mann ki aankhon se dekha hai.

Manisha Dawar

Share your thoughts, comments with us*

Fiction, Relationship and Learning from Life MadhuKarama Gurugram India