Kuch halki si lug rahi ye subah, mano jaese puri hui ho koi dua. Mausame bahar hai ye, ya dil ka khila mizaz, na janu main, malum hai to bas itna ki kuch to jadu hua.
Waqt na aaj daud raha, bas mere kadmo se kadam jodd raha. Na bitey kal ka bhar hai na aane wale kal ki chinta. Bas ji loon in lamho ko, sochey kaun ki ayi ye kesi vibhinta.
Chahu to bas itna ki ye pal yu he sabko naseeb ho, khud takk samett kar rakh inhe main prakat na karna chahu koi moh.
Manisha Dawar
Share your thoughts, comments with us*
Fiction, Relationship and Learning from Life MadhuKarama Gurugram India
Nayi Subah