
Yeh-Pal
Yeh pal aatein hain kuch pal Kay liye, jab Prashan he Hal bann jaatein hain. Wo Lamhein jo guzarte-guzarte zindagi de jaatein hain.
Khamosh sanaata cheekh-cheekh Kay pukaarta hai, wo pal jismain bezubaan pal sab keh jaata hain, Warna aksar aatein hai wo he shabd jo bezubaan se lagte hain.
Kam he aatein hain wo pal Jismein hum tadapne ko machalte hain.
Jalte hain Jaane Kis tapasya ki aag main? Jaaney Kese Hoshiyari se naadan bante hain.
Bhatke bhala kese nahi? aksar bhool jaatein hain, daggmagg si uss vichitr dagar main, hum gir-gir kar he to sambhaltein hain.
Manisha Dawar