Kabhi bheed main tanha to kabhi tanhaiyo ko apni yaadon se saja jaata hai, sath chali raho par apni pehchaan si to kabhi achuti mnzilo par apni jhalak dikha jaata hain,
Tu kabhi achanak yu he yaad aa jaata hain
Gum sum palo main fir achanak ye dil wo he taraney gun gunata hain, kabhi tu mujhse kauso dur to kabhi har pal pe cha jaata hain, kabhi achanak khatey meethey palo ki yaadein, to kabhi madham hawa jaese sehla jaata hain,

Kya kehna in yaadon ka ki jab bhi ho koi suhana pal, ya din raha ho ghamo main dhal, tu akaaran kabhi bhi yaad aa jaata hain,
Unn palo ko bhulana namumkin hai, par jab bhi kuch yaad aata hain to dil ko ik meethe sa dard to chehrey pe masoom si muskaan de jaata hain, kabhi ankhon se nikalte aasuon se tu tanhayi main apna sparsh karaa jaata hain,

Khush rahein tu jaha bhi rahein, khwaab sach ho jaayein sarey jo ab tak they ankahein, ab to jab bhi dua mangu mera dil yeah he tarana gun gunata hain. Sach to yeah he hain ki tu jab bhi yaad aata hain, kabhi muskurtey lamhein to kabhi aasuo ki chadi chodd jaata hain,
Tu jab bhi yaad aata hain mujhe tanha chorr jaata hain, matt yaad aaya kar ki tu jab bhi yaad aata hain mujhe apahij or lachar sa chorr jaata hain.
Manisha Dawar
Share your thoughts, comments with us*
Fiction, Relationship and Learning from Life MadhuKarama Gurugram India
tu kabhi achanak yu he yaad aa jaata hain