Lakho zindagiyo ko sambhali khadi kuch imartein hain, pathar ki in diwaro key peechay gun gunati kai ibadatein hain.
Ik dujey ko maat deti manziley aasman ko chuney hain badh rahi, saayan ki is bela main, kahi aarti to kahi aazan hai chal rahi.
Rim jhim barsaat nai, barasta pani hain aaya, logo ki din bhar ki thakawat, to tapti imaarto ki aag bujhane hain aaya, gher ke saara aasman baadlo ne chand ki roshni ko hain chupaya.
Kesa ye paryawaran ajeeb sa yeah asantulan, imaartein dikhti kuch zyada, hariyali dikhti hain kum, fir bhi jaaney kese yeah nagri saans leti har dum.
Sard si chalti ye hawa, sawan main sheet ka ehsaas hain dila rahi, bhul jau apna kal, bas jee lu aaj ko, chukar mujhe yeah he ehsaas hai dila rahi.
Mann isharey hain de rha, chodd du ab ye kagaj kalam, jee rahi hoon jin lamho ko, saty hain yeah, hain nahi koi bharam.
Alwida le rahi ab tumse fir milungi agley charan.
Manisha Dawar
Share your thoughts, comments with us*
Fiction, Relationship and Learning from Life MadhuKarama Gurugram India
yeah hain mumbai meri jaan
Yeah hain Mumbai meri Jaan