Relationships

Nature

  • Total Blogs - 26 ( Displaying 6 of total 26 blogs. )
Bhaur

Ratiya Sang khela Khel, nindiya se jaldi kiya mael, Aadat ko apni de kar ghat, Bhaur ko aaj maine di hai maat.

Waqt ka pahiya yu he chala, Suraj aaj meri jeet se Jala, Uga nahi jab wo ab

Read more..
Patjhad

Har mausam ka vivran karte anek, ik pathjadd he to aesa, jiska karta koi ek.

Bahaar jaese nai kaliyo ko khilna sikhati, pathjhad purani yado ko dhundlati.

Pathjhad ka intezar ka

Read more..
Hawaa

Faela Jaesa Astitv tera, waese he hai vyaktitv tera. Ghar ghar main hai tera Dera, brahmand main hai tera basera.

Barfili Chatano ko jab chu kar aati, sheet ka tum ehsas karati, Khili wad

Read more..
Ratiyaa

Naam Jab tera Kisi Zubaan Par aaye, Sabse pehle aankhon Ke aagay andhera chaye, Durr tuk bhaley koi kitni chala jaye.

Ek tuk jab dekhne lag uteri aur, nazar aaney lugta kuch aur. Read more..

Pehli Bochar Saawan Ki

Kadam jo rakha bahar to mehsus hua, kuch to baat hai is sham ki, Lugti nahin, ye bas naam ki.

Samay se pehle jo ye Suraj chipa hai, raaz iska ghanere badlo main likha hai.

Ujwal

Read more..
Pehli Bochaar Sawan Ki- Part 2

Tapti Dharti par jab barsi bundey raahat ki, dil main umadd uthi lehrey chaahat ki,

Sondhi si wo Khushboo jab apni aur kheenchne lagi, mehsus karne ko wo pyara ehsaas main aankhein meench

Read more..
Fiction, Relationship and Learning from Life MadhuKarama Gurugram India